Dear! Kaha ho ma ap ka intazar kar raha ho
Hey how are u
Islam ka uday kab hua, is par alag-alag avdharnaye hain. Kuchh log ise saatvi sadi me shuru hua mante hain to kuchh mante hain ki yah Aadikaal se chal raha hai. Ek paksh manta hai ki Islam ka uday saatvi sadi me Arab se hua. Antim Nabi Muhammad Sahab ka janm 570 isvi me Makka me hua. 613 ke aaspas unhone logo me gyan batna shuru kiya to unke bahut se anuyayi bante chale gaye. Isi ghatna ko Islam ki shuruat kaha gaya. Dusre paksh ke vicharak ise sahi nahi mante. Ve Islam ke mool granth Kuran ke aadhar par iski shuruat dekhte hain. Inke anusar, Islam aadikaal se astitva me hai. Kuran me pahle insaan ‘Aadam’ ka jikr hai. ‘Muslim’ shabd ka istemaal Hazrat Ebrahim (Alaihi.) ke liye kiya hai, jo lagbhag 4 hazar saal pahle ek mahan Paigambar huye. Kaha jata hai ki Hazrat Aadam (Alaihi.) se lekar Hazrat Muhammad (Sall.) tak hajaro varsho me kai Paigambar huye. Inme se 26 ke naam Kuran me hain. Inke anusar, Hazrat Muhammad (Sall.) Islam ke pravartak (founder) nahi the, balki aahwahak (Ishwar ka sandesh failane wale ek Paigambar) the. Islam ke mutabik koi Insaan tab tak sachcha Musalmaan nahi ho sakta jab tak ki wah 5 karmo ko pura na kare. In pancho me ye shamil hain- 1. Wah is baat ko mane ki Allah ke alawa koi anya pujya nahi hai aur Muhammad Sallallahu Alaihi Vasallam Allah ke sandeshwahak hain. 2. Namaz kayam kare. 3. Aniwarya Dharm-Daan (Zakaat) de. 4. Ramzaan ke mahine ka Roza rakhe. 5. Kaba ka Hazz kare, yadi wah wahan tak pahunche me samarth ho.
GooÐ Morning
GooÐ Afternoon
GooÐ Evening
GooÐ Night"
jab paro usi ka reply da dana
GooÐ Morning Have a good day with good smile.
GøøÐ ]\/[ørning ]-[ave a good day with good smile.
GøøÐ ]\/[ørning ]-[ave a good day with good smile.
Ap online kis time ati ho.
Hy" kia ap muj sa friendship karogi. Muja ap k jawab ka intazar rahaga